-
Fatiha-Kwaani (Niyaz).
Fatiha-Kwaani (Niyaz) dene ka tarika. | फातिहा नियाज मैं क्या पढते हैं |
Fatiha khwani (Niyaz dene) ka tarika, Surah Al-Kafirun 1 martaba padhe:
Surah Al-Ikhlas 3 martaba padhe:
Surah Al-Falaq 1 martaba padhe:
Surah An-Nas 1 martaba padhe:
pahle Surah fatiha 1 martaba padhe, fir, alif lam mim, 1 martaba padhe, is photo main aur bhi aayate likhi hai in aayato ko pura padhe:
Durood sharif koi jo aap ko yaad ho ya is photo main jo di gayi hai isko padhe, subhana rabbika rabbil izzati amma yasifun... ye is photo main di gayi hai, durood sharif ke baad isko pura padhe, aur isaale sawab (bakshna, fatiha ke baad dua karna), kijiye, is photo main short tarkia diya gaya hai: